विश्व मलेरिया दिवस पर रैली निकाली गई, रेल स्वास्थय विभाग की ओर से चला जागरूकता अभियान

 

World malaria day is celebrated held on 25/04/2023 by medical (HL) department Se railway /kharagpur to raise awareness to control of malaria and a road rally was performed by (Hka)staff,s medical (HL) in presence of Acms (H&Fw), chi(i/c ) &All chi /hi incharge of se railway /kharagpur .

Ajj Railway medical health department
Ne
World malaria day
Manaya aur jagrookata or awareness rally nikala Gaya
Acms Health and family
Dr Laha sir CHI INCHARGE KGP Ke natetriv me
Sabhi kharagpur ke railway health and malaria inspector aur Rly house keeping staff aur malaria khalasi ne iss karyakaram me bhag liya

Awareness rally start hua south east office se hokar kharagpur railway station par
Nukkar natak kiya gaya
Malaria ke bare bataya gaya kaise failta hai aur kaise roktham kare
Kaise machharo se bachhe
Malaria ek aisa bimari hai jo ki infected female anopheles machhar ke katne se hota
Machhar apne ande jamma hua ya bahut din se ruka hua pani me hota
Issliye pani ko jamma na hone de
Kahi gadhha ya trench jisme pani ho usko bhar de Balu ya mitti ya debris se
Daab coconut shell ko bahar pine ke baad aise hi nahi feke isko
Plastic me ya isko pura kaat kar ya issko jammeen me gaddha kar ke isko gaar de
paper glass thermocol glass mitti ka bhand ko aise idhar udhar na fek kar dustbin me tor ke taki pani nahi jama ho
Saptah me ek din Ghar ke ass aur ghar ke under ki safai kare
Refrigerator tray ,cooler ,plant gamla , feka hua tyre aur saaman me jama hua pani ko fek de kissi sukha jagah par fekde
Waste or kachra ko dustbin me hi daale drain me nahi feke jisse pani ka flow achchha se ho
Sabhi
Health and malaria inspector ne gadhha basti South side kharagpur me malaria ke bare jankari di
Kaise hota hai
Kaise bachhe
Kaise roktham kar sakte
Chief health inspector Mr somnath mahato
Mr s arya Mr Santosh Kumar Mr animesh uthhasani


Mr Abhinesh Kumar Sharma
Mr Amit Kumar
Mr Sunil
Mr Munna Gautam
Mr asutosh rai
Mr dipankar halder
Mr Atanu Patra
Mr arvind mondal
Mr bishnu Meena
Mr rishi Meena
Mr jagganath
Mr Manoj Kumar
Mr Tarun paul
And Rly housekeeping assistant staff

Exit mobile version